achchi surat ko sanwar ne ki jarurat kya hai 
achchi surat ko sanwar ne ki jarurat kya hai 
sadgi bhi to kayamat ki ada hoti hai 
pilana farj tha kuchh bhi pila diya hota 
sharab kam thi to pani mila diya hota
sagar se surahi takraati
sagar se surahi takraati
badal ko pasina aa jata 
sagar se surahi takraati
badal ko pasina aa jata 
tum julf agar lahra dete 
tum julf agar lahra dete 
sawan ka mahina aa jata 
sagar se surahi takraati
badal ko pasina aa jata 
jine ki ada se na wakif
insaan ko jina aa jata 
jine ki ada
jine ki ada se na wakif
insaan ko jina aa jata 
thodi si agar tum de dete 
thodi si agar tum de dete 
jahid ko bhi pina aa jata 
sagar se surahi takraati
badal ko pasina aa jata 
kismat mein na thi ye do raat 
ek pyar ki ek tanhaai ki 
kismat mein na thi ye do raat 
ek pyar ki ek tanhaai ki 
ek raat mein jeena aa jata 
ek raat mein marna aa jata
ek raat mein jeena aa jata 
ek raat mein marna aa jata
tum julf agar lahra dete 
tum julf agar lahra dete 
sawan ka mahina aa jata 
sagar se surahi takraati
badal ko pasina aa jata 
afasos tum apni aankho se 
bahlka na sake chhalka na sake 
afasos tum apni aankho se 
bahlka na sake chhalka na sake 
bahlka na sake chhalka na sake 
afasos tum apni aankho se 
bahlka na sake chhalka na sake 
halki si agar chhalka dete 
halki si agar chhalka dete 
anavar ko bhi pina aa jata 
sagar se surahi takraati
badal ko pasina aa jata 
tum julf agar lahra dete 
tum julf agar lahra dete 
sawan ka mahina aa jata 
sagar se surahi takraati
badal ko pasina aa jata 
badal ko pasina aa jata 
badal ko pasina aa jata