sahil sahil jhuma
manzil manzil ghuma
kabka ghar se tha main chala
mausam mausam dekhe
gumsum gumsum rahke
dhundhe man mera kuch naya
sahil sahil jhuma
manzil manzil ghuma
kabka ghar se tha main chala
mausam mausam dekhe
gumsum gumsum rahke
dhundhe man mera kuch naya
ye fitur hai aur marziya
ya meri awaaragi
pagalo sa ud raha parinda hai
ya phir man mauji banjara
sahil sahil jhuma
manzil manzil ghuma
kabka ghar se main tha chala
mausam mausam dekhe
gumsum gumsum rehke
dhundhe man mera kuch naya
manzil hi safar hai
ya phir chalna hi hai manzil
rukna hai kahi par
ya phir chalte rahna hasil
maksad ki jo sochu
to phir kho jata hu aksar
kadamo ko na roka
to phir khota hu yaha par
aage thoda aage jana
hai ya karna hai thikana
ya phir se safar ho ik naya
har mod par hai ashiyana