Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Saajan Saajan
4.00 - 2 votes
Aishwarya Rai, Arjun RampalDance Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Saajan Saajan
maine mana ke pyar ki had hoti hain
han maine mana ki intzar ki had hoti hain
maine mana ke dil dhadkta hain srif tere liye
maine mana ke ikrar ki had hoti hain
sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan sajan
sajan sajan sajan sajan

ishq mein jab jee ghabraya
duriya dil seh nahin paya
ishq mein jab jee ghabraya
duriya dil seh nahin paya
kitni deewani ho gayi main
kuch samajh na aaya
ishq mein jab jee ghabraya
duriya dil seh nahin paya
sajan sajan sajan sajan
sajan sajan saajan saajan
o more sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan sajan
sajan sajan saajan saajan
o more sajan sajan sajan sajan

ishq mein jeena hai ishq mein marna hai
ishq bina ab to kuch nahin karna hai
duniya waalon se ab nahin darna hai
mere dil ki har dhadkan mein ishq samaya
ishq mein jab jee ghabraya
duriya dil seh nahin paya
sajan sajan sajan sajan
sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan sajan

ishk nahi aasa ishk bada mushkil
ishk nahi aasa ishk bada mushkil
ishk ke rahi ko milti nahi manjil
ishk ke rahi ko milti nahi manjil
ishk me kuch bhi to hota nahi hasil
ishk me kuch bhi to hota nahi hasil
ishk hain kya is ishk ko koi samjh na paya
ishq mein jab jee ghabraya
kitni deewani ho gayi main
duriya dil seh nahin paya
ishq mein jab jee ghabraya
duriya dil seh nahin paya
kitni deewani ho gayi main
sajan sajan sajan sajan
o more sajan sajan sajan saajan
o more sajan sajan sajan saajan
o more sajan sajan sajan saajan
lyrics of song Saajan Saajan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dil Ka Rishta (2003)
Arjun Rampal, Aishwarya Rai, Priyanshu Chatterjee, Rakhee, Eesha Koppikhar, Paresh Rawal, Tanvi Azmi, Tiku Talsania, Rajesh Vivek, Pankaj Berry, Sheetal BediAlka Yagnik, Babul Supriyo, Jaspinder Narula, Kumar Sanu, Sapna Awasthi, Sarika Kapoor, Udit NarayanSameerNadeem Saifee, Shravan KumarNaresh MalhotraAditya Rai, Shabbir BoxwalaDil Ka Rishta at IMDB      Dil Ka Rishta at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type