saaki ne meri pyaas ki kuch or bada di
ki botal se pilana tha nighaao se pila di
ki botal se pilana tha nighaao se pila di pila di
ki botal se pilana tha nighaao se pila di pila di
saaki ne meri pyaas ki kuch or bada di
botal se pilana botal se pilana
botal se pilana tha nighaao se pila di pila di
botal se pilana tha nighaao se pila di pila di
saaki hai mera saaro zamane se nirala hotho pe basam he
nighao me ujala bas itni kami hai ke zara dil kahe kala
pehchan ke deta hai har ek rinz ko piyala
me gar tha to isliye me gar tha to isliye
mujhko ye saja de
ki botal se pilana tha nighaao se pila di pila di
ki botal se pilana tha nighaao se pila di pila di
saaki ne meri pyaas ki kuch or bada di
botal se pilana botal se pilana botal se pilana
nighaao se pila di pila di
mekhale se badkar hai mere pyar ki zannat
auro se haseen hai mere mehbub ki surat
sokin hai isharo me aada me sararat
aur me pehla sarabi mila jiski ye izzat