sab kahne ki bate thi jo pyar ki bate thi
ek jhuthi tasalli thi bekar ki bate thi
sab kahne ki bate thi
jo dekha mahobbat ka ek supana suhana tha
jo dekha mahobbat ka ek supana suhana tha
ikrar ke parde me inkar ki bate thi
ek jhuthi tasalli thi bekar ki bate thi
sab kahne ki bate thi
hum dil se luta baithe arman bhari duniya
wo pyar ka jhoka tha takarar ki bate thi
ek jhuthi tasalli thi bekar ki bate thi
sab kahne ki bate thi
gar aankh churani thi gar aisa satana tha
gar aankh milai thi to dil me samana tha
ab samjhe tera na aana jane ka bahana tha
ab samjhe tera na aana jane ka bahana tha
ikrar ke parde me inkar ki bate thi
ek jhuthi tasalli thi bekar ki bate thi
sab kahne ki bate thi