sab ko malum hai main sharabi nahi
phir bhi koi peelaye to main kya karu
sirf ek baar
sirf ek baar najro se najre mili
aur kasam tut jaye to main kya karu
sirf ek baar najro se najre mili
aur kasam tut jaye to main kya karu
sab ko malum hai main sharabi nahi
phir bhi koi peelaye to main kya karu
kisko milti hai najro se dhalki huyi
kaun deta hai aankho se chhalki huyi
meri tauba
meri tauba to apni jagah hai magar
bepeeye wjag aaye to main kya karu
meri tauba to apni jagah hai magar
bepeeye wjag aaye to main kya karu
sab ko malum hai main sharabi nahi
phir bhi koi peelaye to main kya karu
kal gila tha yaha rang aur nur ka
chhid gaya vikar jannt ka aur hur ka
mere bhai
mere bhai sharabe hasi main peeyu
aur nasha tujhko aaye to main kya karu
mere bhai sharabe hasi main peeyu
aur nasha tujhko aaye to main kya karu
sab ko malum hai main sharabi nahi
phir bhi koi peelaye to main kya karu
mujhko maikash samjhte hai tabbabaks
kyuki unki tarah ladkhadata hu main
meri rag rag me
meri rag rag me hai aashqi ka nasha
jo samjh me na aaye to main kya karu
meri rag rag me hai aashqi ka nasha
jo samjh me na aaye to main kya karu
sab ko malum hai main sharabi nahi
phir bhi koi peelaye to main kya karu
iski lat kaisi aadat ka ki khata
bekhudi me hai anwar khud hi ka nasha
zindagi is
zindagi is nashe ke siwa kuch nhai
tujhko peena na aaye to main kya karu
zindagi is nashe ke siwa kuch nhai
tujhko peena na aaye to main kya karu
sab ko malum hai main sharabi nahi
phir bhi koi peelaye to main kya karu
sirf ek baar najro se najre mili
aur kasam tut jaye to main kya karu
Film cast: Daljit Krishan, Tun Tun, Radhika, Manjun, Sunder, Raja Sandow
Singer: Geeta Dutt, Ismail Azad Party
Lyricist: Anwar Farrukhabadi
Music Director: Bulo C Rani
Film Director: R D Rajput