koi phool surat koi chand chehra
koi phool surat koi chand chehra
kahi rang halka kahi rang gahra
sabhi aa chuki hain bagaira bagaira
magar jinko aana tha
wahi na aaye, wahi na aaye
adaa shahar me sabki juda hai
khuda jaane kyon, aaj itni khafa hai
nigahon pe ye, aaj kaisa hai pahra
sabhi aa chuki hain bagaira bagaira
magar jinko aana tha
wahi na aye, wahi na aaye
yaha aaj mahfil me yun to sabhi hain
kami jiski khalti hai wo hi nahi hai
kanha hai wo jisse hai har pal sunehra
sabhi aa chuki hain bagaira bagaira
magar jinko aana tha
wahi na aaye, wahi na aaye
wahi na aaye
sun re peepal, sun re peepal
sun re peepal, sun re peepal
sun re peepal, tere patte soar machate hain
jab wo aate hain
sun re peepal, sun re peepal
sun re peepal, tere patte soar machate hain
jab wo aate hain
sun re peepal
ho pahla pahla, pyar hai inka
ho pahla pahla, pyar hai inka
ye dar jaate hain
sun re peepal, sun re peepal
sun re peepal, sun re peepal
he sun re peepal, tere patte soar machate hain
jab wo aate hain
sun re peepal, sun re peepal
are pahla pahla pyar hai inka
pahla pahla pyar hai inka
ye dar jaate hain
sun re peepal, peepal
jawani sar sar sar, sarraye
hamari khutiya ke sarkar
jawani sar sar sar, sarraye
hamari khutiya ke sarkar
padosi jaan nahi jaaye
tujhe kar dungi malamal
gup chup rahna re
kuch bhi na kahna re
karte hai pyar hum
tujhko kaha satate hain
su re peepal, sun re peepal
su re peepal, sun re peepal
o sun re peepal, tere patte soar machate hain
jab wo aate hain
sun re peepal, sun re peepal
sanwariya jab payal khankaye
khanak kar sankal kare dhamal
sanwariya jab payal khankaye
khanak kar sankal kare dhamal
nikatta doori ban jaye
uthe na gaon me bhuchaal
khot na jaari kar
jina na bhari kar
vo bhi ghabarte hain
hum bhi kuch ghabrate hain
su re peepal, su re peepal,
su re peepal, su re peepal,
su re peepal, tere patte soar machate hain
jab wo aate hain
sun re peepal, sun re peepal
sun re peepal, tere patte soar machate hain
jab wo aate hain
are pahla pahla pyar hai, inka
ho pahla pahla pyar inka
ye dar jaate hain