sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede
sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede
warna phir mujhko tadapne ka salika dede
sabar de ya mere zakhmo ko
thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhe

ab ilaahi mere pairo mein ujala dede
sabar de ya mere zakhmo ko
umar bhar jisne kadi dhup mein raahat di hai

us sulagti huyi diwaar ko saaya dede
warna phir mujhko tadapne ka salika dede
sabar de ya mere zakhmo ko
aarzu hai ke kisi aankh me aansu na rahe

mere hatho mein koi aisa khilona dede