sache ka sache ka bolbala 
jhute ka jhute ka muh kala
sache ka sache ka bolbala 
jhute ka jhute ka muh kala
jhute ko do parano ka dand 
sache ko pahnau phul mala
sache ka sache ka bolbala
jhute ka jhute ka muh kala
sache ka sache ka bolbala 
jhute ka jhute ka muh kala
kitne hi koi deepak dikhaye 
suraj to chamke hi chamke
suraj to chamke hi chamke
kaisa bhi ho ghanghor andhera
hira to damke hi damke
hira to dhamke hi dhamke
par har chij hai benur 
to jo nahi hai aankh wala
sache ka sache ka bolbala
jhute ka jhute ka muh kala 
sache ka sache ka bolbala
jhute ka jhute ka muh kala
auro ke pag me kante bichha ke 
mushkil hai phulo pe sona
mushkil hai phulo pe sona
din raat jo duniya ko rulaye
usko bhi padta hai rona
usko bhi padta hai rona
phat gaya dhol khul gayi pol
sache ne khol diya har tala 
sache ka sache ka bolbala
jhute ka jhute ka muh kala
sache ka sache ka bolbala
jhute ka jhute ka muh kala
jhute ko do parano ka dand 
sache ko pahnau phul mala
sache ka sache ka bolbala 
jhute ka jhute ka muh kala
sache ka sache ka bolbala
jhute ka jhute ka muh kala
sache ka sache ka bolbala
jhute ka jhute ka muh kala
