sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge

tumko khokar is jag mein kya hum rah payenge
hum bhi mar jayenge 
kal sare din tum na mile hum tadpe kitna 
utna hi hum tadpe sathi tum tadpe jitna 
mujhse kahdo ab na aise pal phir aayenge 
haa ab nahi aayenge 
sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge
hum bhi mar jayenge 
pal bhar bhi durr na hona is ankhiyon se tum 
bas mein ho to in naino mein kho jaau main gum 
sath raho tum to dukh mein bhi hum muskayenge 
hum sath nibhayenge 
sach kahte hai tum ruthe to hum mar jayenge
hum bhi mar jayenge 
tum kyu tum aur main kyu main hu ye duri 
is duri bin prem kahani ho puri 
kab ye hoga jab main aur tum ik ho jeyenge 
wo din bhi aayenge 