teri duniya ye samjhti hai khatawar hai hum
pyar duniya me gunaah hai to gunaah gaar hai hum
sachhi hai agar data meri preet deewaani

ulfat ki kasam aag bhi ban jaayegi paani

sachchi hai agar preet meri
hai pyar agar paap to kyu pyar banaya
kyu dil me mohabbat ka haseen dard jagaaya

kyu tune banaayi hai jamaane me jawaani
ulfat ki kasam aag bhi ban jaayegi paani
sachchi hai agar preet meri
insaan ke seene me ye armaan diye kyu
har lahar ke pahlu me ye tufaan diye kyu

kyu pyar ka paigaam hai har raat suhaani
ulfat ki kasam aag bhi ban jaayegi paani
sachchi hai agar preet meri
gar tera ishara ho to de sakte hai jaan hum
teri hi kasam hai nahi mitane ka hume gum

gum ye hai na mit jaaye mohabbat ki kahaani
ulfat ki kasam aag bhi ban jaayegi paani
ho o o daata re o o daata re
o o o o daata re
aa aa aa daata re