Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Sahara Hai Na Khuda
4.00 - 3 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sahara Hai Na Khuda - सहारा है ना खुदा
allah allah allah beli ho allah beli
allah allah allah beli ho allah beli
kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda
tufan me khuda ka, isara hai na khuda
kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda
tufan me khuda ka, isara hai na khuda
allah allah allah beli ho allah beli
allah allah allah beli ho allah beli

majhab hai uska pyar ibadat hai dosti
jalta hai wo diye sa lutata hai roshani
khidmat khuda ke bando ki hai uski bandagi
jina hai dusro ke liye uski jindagi
har nam ka nadi me kinara hai na khuda
tufan me khuda ka, isara hai na khuda
kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda
tufan me khuda ka, isara hai na khuda
allah allah allah beli ho allah beli
allah allah allah beli ho allah beli

faili hui jami ki tarah uska pyar hai
uska nahi hai koi wohi sabka yar hai
khatro se khela hai wo oro ke waste
hatke musadiro ko dikhata hai raste
rato ka chand bhor ka tara hai na khuda
tufan me khuda ka isara hai na khuda
kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda
tufan me khuda ka, isara hai na khuda
allah allah allah beli ho allah beli
allah allah allah beli ho allah beli

oro ko waste jo jiye wo na hai na khuda
oro ke gum ka jahar piye wo hai na khuda
khud apni ja nisar kare wo hai na khuda
kasti sbhi ki par kre wo hai na khuda
in sa nahi h pyar ka dhara hai na khuda
tufan me khuda ka isara hai na khuda
kasti rawa dawa hai, sahara hai na khuda
tufan me khuda ka, isara hai na khuda
allah allah allah beli ho allah beli
allah allah allah beli ho allah beli
lyrics of song Sahara Hai Na Khuda
Comments on song "Sahara Hai Na Khuda"
Tahir Akhtar on Saturday, January 24, 2015
Beautiful song composed by Khayyam, and sung by Mahendra Kapoor. A
beautiful and sensitive film, highly recomended.
abcdef on Monday, July 13, 2009
the guy is sea sick
bukhtiar ali on Wednesday, August 19, 2015
a beautiful song
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Nakhuda (1981)
Raj Kiran, Swaroop Sampat, Javed Khan, Madan Puri, Kulbhushan KharbandaMahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Nitin MukeshNida FazliKhayyamDilip NaikYash ChopraNakhuda at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type