kan pujan ka thal hai, man pujan ka phul
sajan milan ko ja rahi, sajni sab dukh bhul
sajan ke pas chali sajni
milan ki rajni aa gayi
milan ki rajni aa gayi
sajan ke pas chali sajni
milan ki rajni aa gayi
milan ki rajni aa gayi
dhan inderdanush tan sohe
darpan me rup man mohe
dhan inderdanush tan sohe
darpan me rup man mohe
nak shik singar sawara, sakhi naino ko bha gayi
milan ki rajni aa gayi
sajan ke pas chali sajni
sajan ke pas chali sajni
kahi bajti milan basuriya
kahi bajti milan basuriya
mera jiya kahe piya piya piya
mera jiya kahe piya piya piya
mere man me ras ki badariya
barsi fii chha gayi
milan ki rajni aa gayi
sajan ke pas chali sajni
sajan ke pas chali sajni
ban chitwan chand chakori
ban chitwan chand chakori
tum daro kiran ki dori
tum daro kiran ki dori
mai lapto ke pat pahne, agan ke rath me aa rahi
milan ki rajni aa gayi
sajan ke pas chali sajni
milan ki rajni aa gayi
milan ki rajni aa gayi
sajan ke pas chali sajni
sajan ke pas chali sajni
sajan ke pas chali sajni
sajan ke pas chali sajni
Hearing for the 1st time but very sweet & melodious.