Lyrics of Sajan Ki Yaad Suhani Hai, Kya Isi K Naam Jawani Hai - साजन की याद सुहानी है, क्या इसी का नाम जवानी है
dil jabse diya hai sajan ko
apne begane bhul gaye
ulfat ka fasana yad raha
aur sare fasane bhul gaye
sajan ki yad suhani hai
ye suhani hai
sajan ki yad suhani hai
ye suhani hai
kya isi ka naam jawani hai
haye jawani hai
kya isi ka naam jawani hai
haye jawani hai
sajan ki yad suhani hai
ye suhani hai
tum ek najar se de dena
tum ek najar se de dena
agar tum apne dil ko
agar tum apne dil ko
kya isi ka naam jawani hai
haye jawani hai
sajan ki yad suhani hai
ye suhani hai
ye hoth gulabi kya kahna
ye gal sarabi kya kahna
ye hoth gulabi kya kahna
ye gal sarabi kya kahna
jhukti aankh mastani hai
kya isi ka naam jawani hai
jhukti aankh mastani hai
kya isi ka naam jawani hai
kya isi ka naam jawani hai
haye jawani hai
sajan ki yad suhani hai
ye suhani hai
is dil ki ada par kaun mare
is dil ki ada par kaun mare
kaun aise iske nam kare
kaun aise iske nam kare
aaj apni kal begani hai
kya isi ka naam jawani hai
aaj apni kal begani hai
kya isi ka naam jawani hai
haye jawani hai
sajan ki yad suhani hai
ye suhani hai
sajan ki yad suhani hai
ye suhani hai