sajan le jayega tujhko ghar
aur tujh par kya kya sitam dhayega
sajan le jayega tujhko ghar
aur tujh par kya kya sitam dhayega
tujhse mangega pyar bhara dil
aur tujhko rah rahke tadpayega
dil ke mahal me bithayega tujhko
dil ke mahal me bithayega tujhko
aanko ki madira pilayega tujhko
aanko ki madira pilayega tujhko
hatho se jab tu chupa legi mukhda
hatho se jab tu chupa legi mukhda
sau sau tarah se satayega tujhko
sau sau tarah se satayega tujhko
jab chedega wo bar bar
pasina dulhan ko aa jayega
sajan le jayega tujhko ghar
aur tujh par kya kya sitam dhayega
ulfat se ulfat ki hongi do bate
ulfat se ulfat ki hongi do bate
chandi ke din honge sone ki rate
chandi ke din honge sone ki rate
mandil jawani ke denge badhai
mandil jawani ke denge badhai
gati chalenge milan ki barate
gati chalenge milan ki barate
taare barsayega ye gagan
sajan to fulo ko barsayega
sajan le jayega tujhko ghar
aur tujh par kya kya sitam dhayega
tujhse mangega pyar bhara dil
aur tujhko rah rahke tadpayega
in gore hatho ko dil pe rachega
in gore hatho ko dil pe rachega
teri sunega kuch apni khega
julfo se khelega fir wo diwana
ghunghat me chanda ko dekha krega
ghunghat me chanda ko dekha krega
log dalenge fulo ke haar
wo gajre baho ke pahnayega
sajan le jayega tujhko ghar
aur tujh par kya kya sitam dhayega
tujhse mangega pyar bhara dil
aur tujhko rah rahke tadpayega