sajan tere sine me meri dhadkan
sajni tere sine me meri dhadkan
baje to mahke ye chandan sa badan
mera tan man
baje to mahke ye dharti or gagan
sajan tera mera pyar ho amar
sajni tera mera pyar ho amar
jiwan ek mela hai
yaha har koi akela hai
tujhko pake laga jaise koi mera hai
jiwan ek mela hai
yaha har akela hai
tujhko pake laga jaise koi mera hai
aisa lage ho jaise dil ki
diwali me ho andhere
tera mera pawan bandhan
janmo janmo ka hai sangam
mil hi jate hai do panchhi
udte udte kahi dur gagan
sajan tera mera pyar ho amar
sajni tera mera pyar ho amar
geeto ne pukara hai phulo ne sawara hai
tera mera pyar sangeet ne nikhara hai
geeto ne pukara hai phulo ne sawara hai
tera mera pyar sangeet ne nikhara hai
tujhko dekha dil ye kahta
tujh bin jiwan banjar hota
jab se mile tose naina sanam
tab se lagi ye prem agan
us din ki ab raah tako
jis din banungi teri dulhan
sajan tere sine me meri dhadkan
sajni tere sine me meri dhadkan
baje to mahke chandan sa badan
mera tan man
baje to mahke ye dharti or gagan
sajan tera mera pyar ho amar
sajni tera mera pyar ho amar