sakiya jaye kahan
sakiya jaye kahan
hum tere maikhane se 
sakiya jaye kahan
hum tere maikhane se 
shahar ke shahar najar aate hai
virane se 
sakiya jaye kahan
hum tere maikhane se 
shahar ke shahar najar aate hai
virane se 
ye jo kuchh log najar aate hai
diwane se
ye jo kuchh log najar aate hai
ye jo kuchh log najar aate hai
diwane se
inko matlab hai na saki se 
na paimane se 
sakiya jaye kahan
sakiya jaye kahan
hum tere maikhane se 
shahar ke shahar najar aate hai
virane se 
jod kar hath ye saki 
hai gujarish meri 
jod kar hath ye saki 
hai gujarish meri 
jod kar hath ye saki 
hai gujarish meri 
mujhko aankhon se pila 
gair ko paimane se 
mujhko aankhon se pila 
gair ko paimane se 
shahar ke shahar najar aate hai
virane se 
mujhko aate huye to 
nasir sabhi ne dekha 
mujhko aate huye to 
nasir sabhi ne dekha 
dekha jate na kisi 
ne mujhe maikhane se 
sakiya jaye kahan
sakiya jaye kahan
hum tere maikhane se 
shahar ke shahar najar aate hai
virane se 
sakiya jaye kahan
hum tere maikhane se 
shahar ke shahar najar aate hai
virane se
