sama ho nashila, ho aalam rangila
sama ho nashila, ho aalam rangila
to fir dil ka khuda haafiz
to fir dil ka khuda haafiz
jawa aarzu ho sanam rubru ho
to fir dil ka khuda haafiz
to fir dil ka khuda haafiz
sama ho nashila
kisi ki nigaaho ne yun mujhko dekha
ki masti ka sagar fizaao se chhalka
kadam ladkhadaaye bin peeye hi
nasha kya mujhe ho gaya halka halka
sama ho nashila, ho aalam rangila
to fir dil ka khuda haafiz
to fir dil ka khuda haafiz
sama ho nashila
ye kis mod par aa gayi jindgaani
hai kya bekhudi jisme hum kho gaye
ye kis mod par aa gayi jindgaani
hai kya bekhudi jisme hum kho gaye
ye kya humpe jaadu ho gaya hai
ye kyu ajnabi khud se hum ho gaye hai
sama ho nashila, ho aalam rangila
to fir dil ka khuda haafiz
to fir dil ka khuda haafiz
sama ho nashila
mere dil me hai aaj ek aisi halchal
kayamat hai yun hasrato ka machalna
mere dil me hai aaj ek aisi halchal
kayamat hai yun hasrato ka machalna
adaao me kya shokhiya hai
ke dushwaar ab ho gaya hai sambhalna
sama ho nashila, ho aalam rangila
to fir dil ka khuda haafiz
to fir dil ka khuda haafiz
sama ho nashila