Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.13 - 8 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Samar Kand Ke Yar Kand Ke - आ आ आ आ आ आ
samarkand ke yaarkand
ke taashkand ke kashkand ke
tohfe hain purnoor tohfe hain purnoor
tohfe hain purnoor
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
samarkand ke yaarkand
ke taashkand ke kashkand ke
tohfe hain purnoor tohfe hain purnoor
tohfe hain purnoor
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo

ye bakl bukhar ki bul bul
ye goga ka aala bul
ye bakl bukhar ki bul bul
ye goga ka aala bul
yunaan se aaya hai sandal
yunaan se aaya hai sandal
hum laaye hain laaye hain
laaye hain sandal
hum laaye hain laaye hain
laaye hain sandal
ye hind se aayee hai malmal
ye hind se aayee hai malmal
isey pehankar bann jaayegi
tu jannat ki hoor tu jannat ki hoor
tu jannat ki hoor

na-manzoor
na-manzoor na-manzoor
mujhe laa do mera mehboob
mujhe laa do mera mehboob
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo

ye neel ki waadi ka tohfa
sultan-e-arab ka ye tohfa
ye neel ki waadi ka tohfa
sultan-e-arab ka ye tohfa
tehraan ka ye shaahi tohfa
tehraan ka ye shaahi tohfa
hum laaye hain laaye
hain laaye hain tohfe
hum laaye hain laaye
hain laaye hain tohfe
ye cheen ki resham ka tohfa
ye cheen ki resham ka tohfa

in tohfon ko apni nazar se
kyun karti ho door
kyun karti ho door
kyun karti ho door

na-manzoor na-manzoor
na-manzoor
mujhe laa do mera mehboob
mujhe laa do mera mehboob
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
na-manzoor na-manzoor
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
na-manzoor na-manzoor
chinaloo chinaloo chinaloo chinaloo
lyrics of song Samar Kand Ke Yar Kand Ke
Comments on song "Samar Kand Ke Yar Kand Ke"
Dee Thakore on Thursday, April 10, 2014
Samarkand ke, Yarkand ke, Tashkent ke, Kashkant ke, tohfe hain purnoor..."
Samarkand = oldest city, in UZ. Yarkand = a city, a river and county in
China..Tashkent, Kashkent, (Uzbekistan) = the trade route between China and
the Mediterranean (Silk Road). ... purnoor = very bright..Noor Se Bhara
Howa, Bahout hi Roshan. ..thanx, Ajayji, very nice upload.
TheDeepakp on Tuesday, January 20, 2015

Film cast: Premnath, Beena Roy, Jeevan, Helen, Tiwari, Sheikh Mukhtar,
Leela Mishra
Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Sudha Malhotra, Shamshad Begum
Lyricist: Qamar Jalalabadi, Verma Malik, Saraswati Kumar Deepak
Music Director: Hansraj Behl
Film Director: Kidar Kapoor
Iqbal Singh Toki on Friday, April 11, 2014
Leela Mishra and Jeevan and Tiwari played the role of Sheikh Mukhtar's wife
and Guru and Army Chief respectively. Johny Walker and Helen were also
there. Please upload the full movie for the fans of Sheikh Mukhtar.
Bharat Gul on Thursday, April 10, 2014
Unmistakable Middle Eastern flavor, but with a thematic focus on Central
Asia. Reminds one of films like Halaku and Yehudi. Very enjoyable. Thanks,
Ajay.
Jagjit Singh Ishar on Tuesday, January 20, 2015
One of the best musical score of Hansraj Behl. All songs were very
melodious & super duper hits.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Changez Khan (1957)
Premnath, Beena Roy, Jeevan, Helen, Tiwari, Sheikh Mukhtar, Leela MishraMohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Sudha Malhotra, Shamshad BegumQamar Jalalabadi, Verma Malik, Saraswati Kumar DeepakHansraj BehlKidar KapoorChangez Khan at IMDB      Changez Khan at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type