mere jana o mere jana
samjha nahi tumko begana mere jana
mere jana
hum dono ka ek afsana mere jana
mere jana
samjha nahi tumko begana
hum dono ka ek afsana
ye sath na apna chhutega
rab humse kabhi na ruthega
mere jana o mere jana
samjha nahi tumko begana
hum dono ka ek afsana
ye sath na apna chhutega
rab humse kabhi na ruthega
mere jana o mere jana
hum dil me tumhare rahte hai
har baat najar se kahte hai
hum dil me tumhare rahte hai
har baat najar se kahte hai
tum mere isharo ko samjho
in pyar ki baato ko samjho
dil kyu hai tumhara anjana
mere jana o mere jana
dil kyu hai tumhara anjana
hum dono ka ek afsana
ye sath na apna chhutega
rab humse kabhi na ruthega
mere jana o mere jana
ab koi baat na bigdegi
ab koi raah na ujdegi
ab koi baat na bigdegi
ab koi raah na ujdegi
har mod pe mil jayenge
ik duniya nayi basayenge
dil apna karenge nazrana
mere jana o mere jana
dil apna karenge nazrana
hum dono ka ek afsana
ye sath na apna chhutega
rab humse kabhi na ruthega
mere jana o mere jana
ye pyar humara aisa hai
do bahti maujo jaisa hai
ye pyar humara aisa hai
do bahti maujo jaisa hai
yu maine tumhe apnaya hai
do jism hai aur ek saya hai
ae jaan-e-wafa apna jana
mere jana o mere jana
ae jaan-e-wafa apna jana
hum dono ka ek afsana
ye sath na apna chhutega
rab humse kabhi na ruthega
mere jana o mere jana
mere jana o mere jana
mere jana o mere jana