Lyrics of Samne Hai Jo Use Log Bura Kehte Hai - सामने है जो उसे लोग बुरा कहते हैं
samne hai jo use log bura kehte hai
samne hai jo use log bura kehte hai
jisko dekha hi nahi usko khuda kehte hai
jisko dekha hi nahi usko khuda kehte hai
zindagi ko bhi sila kahte hai kahne wale
indagi ko bhi sila kahte hai kahne wale
jine wale to gunaaho ki saza kahte hai
jisko dekha hi nahi usko khuda kehte hai
faasle umr ke kuch aur badha deti hai
faasle umr ke kuch aur badha deti hai
jaane kyon log use phir bhi dawa kehte hai
jisko dekha hi nahi usko khuda kehte hai
chand masoom se patto ka lahu hai fakir
chand masoom se patto ka lahu hai fakir
jisko mehboob ke haathon ki hina kehte hai
jisko dekha hi nahi usko khuda kehte hai
jisko dekha hi nahi usko khuda kehte hai
सामने है जो उसे लोग बुरा कहते हैं
जिसको देखा ही नहीं उसको ख़ुदा कहते हैं
ज़िन्दगी को भी सिला कहते हैं कहनेवाले
जीनेवाले तो गुनाहों की सज़ा कहते हैं
फ़ासले उम्र के कुछ और बढा़ देती है
जाने क्यूँ लोग उसे फिर भी दवा कहते हैं
चंद मासूम से पत्तों का लहू है "फ़ाकिर"
जिसको महबूब के हाथों की हिना कहते हैं