sanam tera chehra bada dilnashi
sanam tera chehra bada dilnashi
khuda kam banataa hai aise hasinaa
sanam tera chehra bada dilnashi
sanam tera chehra bada dilnashi
khuda kam banata hai aise hasinaa
sanam tera chehra bada dilnashi
uthi hai jo sharmeli kajraari aankhe
to suraj ki lau tharthrane lagi hai
wo sayaro ka nagma
dhoom uski taraano me
awaaj uski aisi
ras ghol de kaano me
kashmir ki waadi me
kashmir ki waadi me
beparda jo nikle ho
kya aag lgaoge
barfeeli chataano me
muthi hai jo sharmeli kajraari aankhe
to suraj ki lau tharthraane lagi hai
jo sar se gira hain ye
rangeen aanchal
haya in nazaaro ko aane lagi hai
tujhe lag na jaaye nazar hamnasi
sanam tera chehra bada dilnashi
sawaari gayi hogi jab teri julphe
udi hogi lakho fristo ki neende
usne rukh se hata ke baalo ko
raasta dediya uzzalo ko
aur ek hlki si muskuraat se
ek hlki si muskurat se
usne hal krdiya sawaalo ko
sawaari gayi hogi jab teri julphe
udhi hogi lakho faristo ki neende
banaye gaye hoge jab hoth tere
kai saal nikle naa hoge sawere
qayamat jagaati hai teri jami
sanam tera chehra bada dilnashi
sanam tera chehra bada dilnashi
khuda kam banata hai aise haseen
sanam tera chehra bada dilnashi.