sangdil kahu ya beraham sangdil kahu ya beraham
katil kahu ya bewafa sangdil kahu ya beraham
katil kahu ya bewafa katil kahu ya bewafa 
kis naam se aawaj du tujhko sanam tu hi bata 

tu hi bata tu hi bata sangdil kahu ya beraham
katil kahu ya bewafa
is pyar ki dildar ki jani nahi tune kadar 
uspe sitan karke jafa khush hai meri dil todkar
dil hai patthar ka tera pyar ka aehsas nahi 

shakl aur surat ke alawa kuchh bhi tere paas nahi 
is pyar ki dildar ki jani nahi tune kadar
uspe sitam karke jafa khush hai mera dil todkar 
naam-e-wafa lenge na ham thani hai ye umar bhar 
kismat hi jab ruthi ho to 
kismat hi jab ruthi ho to kisse kare sikawa gila

ab jake ye samjhe hai ham ye ishk hai ek dard-e-asar
tere karam se ban gayi aankhe meri ashko ka ghar
dil ke sehara mein koi aas ka jugnu bhi nahi 

itna roya hu ke ab aankh mein ansu bhi nahi 
ab jake ye samjhe hai ham ye ishk hai ek dard-e-asar
tere karam se ban gayi aankhe meri ashko ka ghar
das le jise dam tod de chahat teri mitha jahar
tune jo ki thi dillagi
tune jo ki thi dillagi wo ban gayi mera faja 

dil ye mera mujhse kahe ke chhod du tera shahar
par yaad rakh wada mera na aaunga fir lautkar
pyar ki raho mein aise bhi makam aate hai 

sirf aansu jaha insan ke kam aate hai 
dil ye mera mujhse kahe ke chhod du tera shahar
par yaad rakh wada mera na aaunga fir lautkar
tadpega tu royenga tu mere bina sham-o-shahar
din ko sukun na shak ko chain 
din ko sukun na shak ko chain  tujhko mile aisi saja

aisi saja aisi saja
sangdil kahu ya beraham katil kahu ya bewafa 
kis naam se aawaj du tujhko sanam tu hi bata
katil kahu ya bewafa tu hi bata tu hi bata