he duniya ke dev tum, kanth tera bhujang
bhabhuti rang ang ang laga hain bhaari
teri daya se maangu kripa udhaar
dukh ka utaar bhaar snakat hari
dukh ka utaar bhaar snakat hari
do me se ek jaye, duja na ji paye
jivan aur lagti hain zindagi haari
jaago jaago he dev karu main tumhari jai
mrityunjay mahadev shankar tripuraari
mrityunjay mahadev shankar tripuraari
mrityunjay mahadev shankar tripuraari
he yug yug ki sangini aaj wo sati bani
jodi tu na bigaad mere jagdisvar
padi hain ye bani raakh, phunk do isme praan
jhutha ye vidhi vidhan taalo parmeshvar
jhutha ye vidhi vidhan taalo parmeshvar
amrit ki karo dhaar meri naar ko ubhar
ab der na lagao sambhu jatadhaari
jaago jaago he dev karu main tumhari jai
mrityunjay mahadev shankar tripuraari
mrityunjay mahadev shankar tripuraari
mrityunjay mahadev shankar tripuraari
prkat ho ke pashupati ne, durlabh darshan diya
haatho se fir kiran ko fenka
raakh me jivan dala
mrityunjay ki ajab hain lila
dharm manorath kiya fir
dharm manorath kiya fir
amrit barsa ke dono ko
fir se milvaa diya
swaami