mausam gulaal leke darvaaje tere aaye
mishri se baat havaye kano me kah jaaye
baadla ki rui vale takiye liye sirhane
dadi ki thapki aur kisse naye purane
dadi ki thapki aur kisse naye purane
mausam gulaal leke darvaaje tere aaye
mishri se baat havaye kano me kah jaaye
baadla ki rui vale takiye liye sirhane
dadi ki thapki aur kisse naye purane
dadi ki thapki aur kisse naye purane
sapna dekha hain maine, maine bhi dekha hain sapna
sapna dekha hain maine, maine dekha sapna
meri bhin choto ko, funk hunk koi bujhaye
mera bhi aansu kisi, hatheli par ruk jaye
main bhi ungali moti si, thamu koi ks ke
meri bi har jid ko, maan le koi hans ke
meri bi har jid ko, maan le koi hans ke
maan le koi hans ke
sapna dekha hain maine, maine bhi dekha hain sapna
sapna dekha hain maine, maine dekha sapna
kala tika maathe pe, pyar se koi lagaye
mujhko bhi nayi shararat, karna koi shikhaye
mera khoya sa bachpan koi vapas laaye
mere bhi naam ko chhota kar ke koi bulaye
mere bhi naam ko chhota kar ke koi bulaye
mausam gulaal leke darvaaje tere aaye
mishri se baat havaye kano me kah jaaye
baadla ki rui vale takiye liye sirhane
dadi ki thapki aur kisse naye purane
dadi ki thapki aur kisse naye purane
sapna dekha hain maine, maine bhi dekha hain sapna
sapna dekha hain maine, maine dekha sapna
sapna dekha hain maine, maine bhi dekha hain sapna
sapna dekha hain maine, maine dekha sapna
maine dekha sapna, maine dekha sapna
maine dekha sapna