sapne banata hun sab haste mujhpe
sapne banata hun sab haste mujhpe
haste hai to kya hua
aisa hi tha main aisa hi hun
aisa hi rahunga
apne paraye sab kahte mujhse
diwanapan ye chhod de
paagal jahan ye kya jane
jivan khwaabon ka hi hai safar
raat subah aur shaam aati hai
jati hai roz magar
jis pal sapne se jaag jayega tab
haa subaho shaam sab tamaam
sab tamaam sab tamaam
sapne banata hun sab haste mujhpe
haste hai to kya hua
aisa hi tha main aisa hi hun
aisa hi rahunga
nagme banata hun main apni dhun mein
dil se banata hun main
sabhi puchhte mujhse tumhe kya mila
kya samjhega ye jahan
sauda nahi karta main apne dil ka
nahi bechta main apna dil
sara jahan mil jata hai tab
chhu leta hun sabka dil
naam shohrat shaan paane ko
jeete jee merte ho kyu
jeet ke dilo ko jeet lo jeet lo
sara jahan pyar se jeet lo tum jeet lo
sapne banata hun sab haste mujhpe
haste hai to kya hua
aisa hi tha main aisa hi hun aisa hi rahunga