meri aankho ke tute huye sapne
in sapno ko aawaaj do
meri aankho ke tute huye sapne
in sapno ko aawaaj do
meri tanhaayi ke aalam ki saanse
in saanso ka saath do
khwaab me us raah par chal diye
mere sapne hi mere apno ne
kuchal diye
his soch me dubi hai zindagi
us soch ko ab naam do
meri tanhai ke aalam ki saanse
in saanso ka saath do
saath do, saath do, saath do
aansu bhi is aankh se bah diye
gham jo hai diye wo sah liye
khamoshi me dubi hai zindagi
khamoshi ko mita do
meri tanhai ke aalam ki saanse
in saanso ka saath do
saath do, saath do, saath do
meri aankho ke tute huye sapne
in sapno ko aawaaj do
meri tanhaayi ke aalam ki saanse
in saanso ka saath do
saath do, saath do, saath do
meri aankho ke tute huye sapne
in sapno ko aawaaj do
aawaaj do, aawaaj do, aawaaj do