doolat ke nashe me ho chur
garibo ki duniya se rahte ho dur
aji ek din aisa aayega
jab maati me sab mil jaayega
maati hi oodhan maati bichawan
maati ka tan ban jaayega
maati me sab mil jaayega
uuche aasman se bhi uchi teri aas hai
par kebhi socha nahi
ginti ki teri aas hai
iska tu hisaab kr angutha ungliyo pe dhar
kitne kharch lar raha bhalyi me
kitni tu lga raha burayi me
bhalyi ka fal rah jaayega
baki maati me sab mil jaayega
maati hi oodhan maati bichawan
maati ka tan ban jaayega
maati me sab mil jaayega
uchi hwali ye uche mahal
uchi hwali ye uche mahal
palbhar me jaayenge pagle badel
le tu kisi ki duao ka fal
le tu kisi ki duao ka fal
badi se tu tal auor neki pe chal
jaisa boyega waisa paayega
baki maati me sab mil jaayega
doolat ke nashe me ho chur
garibo ki duniya se rahte ho dur
aji ek din aisa aayega
jab maati me sab mil jaayega
maati hi oodhan maati bichawan
maati ka tan ban jaayega
maati me sab mil jaayega
doolat ke nashe me ho chur
aa aa aa aa aa aa aa
superb song, film is ONCHI HAVELI
No one can sing like this AGAIN.