Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Sar Jhuka To Diya Dil Kabhi Na Jhuka
4.24 - 25 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sar Jhuka To Diya Dil Kabhi Na Jhuka - सर झुका तो दिया दिल कभी ना झुका
alla hu akbar
dil mera kaba, dil mera kaba
dil mera kaba, alla dil mera kaba
dil mera kaba, alla dil mera kaba
dil mera kaba ruh meri jannat
jare jare me hai teri kudrat
dil mera kaba ruh meri jannat
jare jare me hai teri kudrat

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
aisi kya bandagi, aisi kya bandagi
o aisa sajda bhi kya
sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

risto me banta hua hai, lafjo me fasa hua hai
risto me banta hua hai, lafjo me fasa hua hai
risto me banta hua hai, lafjo me fasa hua hai
peene ke liye mara hai, khali hai magar bhara hai
khali hai magar bhara hai
mai to kafir hu, kya bhala kya bura
mai to kafir hu, kya bhala kya bura
aisi kya bandagi, aisi kya bandagi
o aisa sajda bhi kya
sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
dil mera kaba ruh meri jannat
jare jare me hai teri kudrat

pardo me chupa hua hai, khud pe hi lada hua hai
pardo me chupa hua hai, khud pe hi lada hua hai
pardo me chupa hua hai, khud pe hi lada hua hai
aadat se bada hua hai, chehre pe likha hua hai
chehre pe likha hua hai
mai to jahil hu, kya padha kya likha
mai to jahil hu, kya padha kya likha
aisi kya bandagi, aisi kya bandagi
o aisa sajda bhi kya
sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
dil mera kaba, dil mera kaba
dil mera kaba, dil mera kaba
lyrics of song Sar Jhuka To Diya Dil Kabhi Na Jhuka
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kuchh Kariye (2010)
Sukhwinder Singh, Vikrum Kumar, Rufy Khan, Shriya, Khuahhish, Deepak Shirke, Mushtaq Khan, Surendra Pal, Dinesh Hingoo, Ahmad Khan, Anil Nagrath, Abhay Bhargava, Suresh Chatwal, Jaishree, Mukesh TiwariSukhwinder Singh, Sneha Pant, Shraddha Pandit, Hans Raj Hans, Sunidhi Chauhan, Zubeen Garg, Mahalakshmi Iyer, Navraj Hans, Sumitra Iyer, Dominique CerejoSalim Bijnauri, Manthan, Sunil Saivaiya, Sumitra IyerOnkar, Sumitra IyerJagbir DahiyaJagbir DahiyaKuchh Kariye at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type