saar jahaa chup chaap hain, aahten naasaz hain

kyun hava thari hui hain, aap kya naaraz hain

fike lagte hain ye mausam, aap jab hanste nahi

din gujar jata hain lekin, lamhe gujarte nahi

kuchh to kahiye din me khun, ye shaam ke andaaz hain
saar jahaa chup chaap hain, aahten naasaz hain
saar jahaa chup chaap hain, aahten naasaz hain
boliye kuchh boliye na, khamoshi ke lab khule

dosti ke aise mausam, fir na jaane kab kule

ruth jana dosti me, dost ke andaaz hain
saar jahaa chup chaap hain, aahten naasaz hain
saar jahaa chup chaap hain, aahten naasaz hain
kyun hava thari hui hain, aap kya naaraz hain
saar jahaa chup chaap hain, aahten naasaz hain
aahten naasaz hain, aap kya naaraz hain