sardar aawe mera dil dhadaka
sardar aawe mera dil dhadaka
kuch to bata ye kaha ataka
kuch to bata ye kaha ataka
samne khada jo mere ek meharban hai
jiske sahare meri duniya jawan hai
samne khada jo mere ek meharban hai
jiske sahare meri duniya jawan hai
achha nahi accha nahi meri bali umariya
pyar ka ye jhataka, pyar ka ye jhataka
sardar aawe mera dil dhadaka
kuch to bata ye kaha ataka
dil ko apna aap chhupao
raat ko maru daka
do din mauj bahaaro ke aur
sau sau din ka faka
mai to sajan mere bhukhi tere pyar ki
mera ghar baar to hai gali mere yaar ki
mai to sajan mere bhukhi tere pyar ki
mera ghar baar to hai gali mere yaar ki
bhul ja mujhe bhul ja
abhi se dabale shola dil me jo bhadka
dil me jo bhadka
sardar aawe mera dil dhadaka
kuch to bata ye kaha ataka
mushkil hoga sath nibhana
dekh naa kar nadani
meri kismat me hai kante
tu phoolo ki rani
phool ki humesha kare kanta rakhwali
degi meri baat ki gawahi daali dali
phool ki humesha kare kanta rakhwali
degi meri baat ki gawahi dali dali
marji o teri marji
teri meri preet me raha na koi khatka
raha na koi khatka
sardar aawe mera dil dhadaka
mai jaan gaya ye kaha ataka
sardar aawe mera dil dhadaka
mai jaan gaya ye kaha ataka
A super track as usual by the maestro rafi