saare jahan se accha
hindustaa humara, humara
saare jahan se accha
hindustaa humara, humara
hum bulbule hai iski
ye gulsita humara
saare jahan se accha
parvat vo sabse uncha
humsaya aasma ka
parvat vo sabse uncha
humsaya aasma ka
vo santari humara
vo paasba humara
saare jahan se accha
godi me khelti hai
jiski hazaaro nadiyaan
godi me khelti hai
jiski hazaaro nadiyaan
gulshan hai jinke dam se
gulshan hai jinke dam se
rashk-e-janaa humara, humara
saare jahan se accha
hindustaa humara
saare jahan se accha
majhab nahi sikhata
aapas me bair rakhna
majhab nahi sikhata
aapas me bair rakhna
hindi hai hum vatan hai
hindi hai hum vatan hai
hindustaa humara, humara
hindustaa humara, humara
saare jahan se accha
maalum ya kisi ko
dard-e-niha humara, humara
saare jahan se accha
hindustaa humara, humara
saare jahan se accha
hindustaa humara, humara
@khaliduiit1 Dear Brother, its other men who created the partition, Iqbal
thought of complete india..He would be happier if there would be no
partition between two brother-nations.