ho sare tirath hain
ho sare tirath hain, maa ke charan me
mata ke gun gao
ho sare tirath hain, maa ke charan me
mata ke gun gao
jhukao re maa ke charan sar jhukao
jhukao re maa ke charan sar jhukao
gun gao re mata ke gun gao
maa ki mamata anmol
maa ki mamata anmol, mithe hain maa ke bol re
mamata anmol, mithe hain maa ke bol re
mata ke gun gao
gun gao re mata ke gun gao
surajmukhi uska chehara
hoth jaise mahkte gulab
ho champa si pyari pyari ankhiya
hain kamal sare naina jabab
hain kamal sare naina jabab
mausam to aate jaate hain
mausam to aate jaate hain
maa patjhad me laaye bahar
gun gao re mata ke gun gao
gun gao re mata ke gun gao
garj barash
garaj barash badal khul jaye
mamata ka aanchal sada lahraye
garaj barash badal khul jaye
mamata ka aanchal sada lahraye
ho maa ke ek ansu ke aage
maa ke ek ansu ke aage
sara sagar kam ho jaye
garaj barash badal khul jaye
mamata ka aanchal sada lahraye
mamata ka aanchal sada lahraye
sada lahraye, sada lahraye
sada lahraye
he he he he he
ghate badhe ganga ki pavan dhar
kam na ho maa ka dular
ho ghate badhe ganga ki pavan dhar
kam na ho maa ka dular
har paap dhul jaye ganga me
ho har paap dhul jaye ganga me
bhale bure ko maa de pyar
o ho
sukh dekar dukh sahana jaane
sukh dekar dukh sahana jaane
gond maa ki ganga se mahaan
gun gao re mata ke gun gao
gun gao re mata ke gun gao
chanda ke doli me baith
ho angan me khele sitare
o baadal hawa dhup chhaaya
ho sab me hain uske nazare
ho sab me hain uske nazare
indr dhanush do pal do chamke
indr dhanush do pal do chamke
maa se hain roshan jaha
gun gao re mata ke gun gao
ho sare tirath hain, maa ke charan me
mata ke gun gao
jhukao re maa ke charan sar jhukao
jhukao re maa ke charan sar jhukao
gun gao re mata ke gun gao