sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai

dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai

sakht raaho se gujar jayenge seena taankar
hum apna seena taankar

ahle dil hi jaante hai
jo maja mushkil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
humsafar hai maut, faansi hai mera raasta
faansi mera raasta
humsafar hai maut, faansi hai mera raasta
ab humara jo kadam hai daamne manjil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
waqt aane par zamane ko khabar ho jayegi
sabko khabar ho jayegi
waqt aane par zamane ko khabar ho jayegi
hum abhi se kya bataye
kya humare dil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
aan par jab desh ki kurban ho jayenge hum
kurban ho jayenge hum
aan par jab desh ki kurban ho jayenge hum
ye sunoge tum humara
jikar har mehfil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare