Lyrics of Sathi Milte Hai Badi Muskil Se Kisi Ka Sath Na Chhodna - साथी मिलते है बड़ी मुश्किल से किसी का साथ ना छोड़ना
sathi milte hai badi muskil se
sathi milte hai badi muskil se
kisi ka sath na chodna
sathi milte hai badi muskil se
kisi ka sath na chodna
jan se pyari hoti hai yari, jan se pyari hoti hai yari
yari kabhi na todna, kisi ka sath na chodna
samay to hai ek chanchal dhara kaun ise lautayega
bichda sathi tuta tara fir na kabhi mil payega
jisse bhi milna pyar se milna dil na kisi ka todna
kisi ka sath na chodna
sathi milte hai badi muskil se
kisi ka sath na chodna
pyar ka podha har pal sincho der lage kumlata hai
tut gaya to jud nahi pata bada hi najuk nata hai
jag me kisi se pyar ka nata sochke hi jodna
kisi ka sath na chodna
sathi milte hai badi muskil se
kisi ka sath na chodna
yar na ho jis mahfil me wo mahfil mahfil hi nahi
pyar na ho jis jiwan me wo jine ke kabil hi nahi
sabse badi hai pyar ki punji, pyar se muh na modna
kisi ka sath na chodna
sathi milte hai badi muskil se
kisi ka sath na chodna
sathi milte hai badi muskil se
kisi ka sath na chodna
Nice composition by Jaidev. Could be a tribute to SD. Jaidev and N. Dutta both assisted SD in 1950's. Sahir Ludhianvi had a quarrel with SD and asked N. Dutta and Jaidev to leave SD and that he would write for them. Jaidev refused as he was loyal and also because SD needed him since RD Burman was still very young but N. Dutta left and Sahir wrote for him for most of his films till the end.