aazaad hun
awaz sun le darya, meri nav choti si
teri leharon se saamna
jab chal diye qadam
mud ke dekhna kaisa
manzil ko de do itala ha
duniya mujhse, kyun khafa hai
aazadi ko kya khata hai
aur jo hai sau dafa hai sau dafa
aa sau dafa
peeche jo gya
karu ab main kyun uski fikar
aazadi hai hamnashin
rasta hai mera hamsafar
jab chal diye qadam
mud ke dekhna kaisa
manzil ko de do itala ha
duniya mujhse, kyun khafa hai
aazadi ko kya khata hai
aur jo hai sau dafa hai sau dafa
aa sau dafa
suno yahan udna mana hai
chahy mujhy bole jahan ye
main karungi gunah ye
sau dafa sau dafa
sau dafa sau dafa
bolenge tujhe sabhi
aagy na hogi roshni
subha teri pyaas hai
choti si raat hai
duniya mujhse, kyun khafa hai
aazadi ko kya khata hai
aur jo hai sau dafa hai sau dafa
aa sau dafa
suno yahan udna mana hai
chahy mujhy bole jahan ye
main karungi gunah ye
sau dafa sau dafa
sau dafa sau dafa
sau dafa sau dafa
sau dafa sau dafa
sau dafa sau dafa
sau dafa sau dafa