tumne sikhaya hai hothon ko haule se hansna
tumne chhua tha to seekha tha dil ne dhadkna
tumne sikhaya hai hothon ko haule se hansna
tumne chhua tha to seekha tha dil ne dhadkna
tumne bataya tha hote hain kya chaand taare
tha ek dil hi hamara jo tumpe hain haare ae
sau dil bhi jo hote, saare tere hote
sau dil bhi jo hote, saare tere hote
ha ha ha seekha kahaan se hai tumne baatein banana
dhadkan ko sun kar ke haal-e-dil jaan jaana
ho seekha kahaan se hai tumne baate banana bolo
dhadkan ko sun kar ke haal-e-dil jaan jaana
ho main rooth jaaoon to aata hai tumko manana
achcha hai lagta tumhein naaz mere uthana aa
sau dil bhi jo hote, saare tere hote
sau dil bhi jo hote, saare tere hote
tera shukriya tune dil mein mujhe jo bithaya
haan ha kyon shukriya keh ke karte ho hamko paraya
hum jo na milte to kya hota yeh sochte hain
oho chup bhi raho aisi baatein nahi bolte hain
tu to mere haath mein aayaton ki tarah hai
teri yeh aankhein meri jannaton ki tarah hain
sau dil bhi jo hote, saare tere hote
sau dil bhi jo hote, saare tere hote
kaandhe se shabnam utha kar ke honthon se pee loon
aa main tujhe odh kar ke teri roshni loon
ho kaandhe se shabnam utha kar ke honthon se pee loon
aa main tujhe odh kar ke teri roshni loon
aa saans dar saans ghul jaaoon tere badan mein
ik pal mein hi jee loongi saare janam main
sau dil bhi jo hote, sau dil bhi jo hote
saare tere hote, saare tere hote
sau dil bhi jo hote, sau dil bhi jo hote
saare tere hote, saare tere hote
I love this song.