Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana
4.09 - 11 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana - सौ साल तक रहे ये ज़माना
teri duniya me aisa din
khushi ka baar baar aaye
koi mausam na badle
jab kabhi aaye bahar aaye
ae dost ye dua meri
ae dost ye dua meri
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri
ae dost ye dua meri
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka

chahat ki aarjue hamesha rahe jawan
chahat ki aarjue hamesha rahe jawan
kismat bhi teri tujhpe rahe
yu hi maharban, sukhe na koi phul
sukhe na koi phul, kabhi tere haar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri

chahra tera chamakta rahe jaise aaftab
chahra tera chamakta rahe jaise aaftab
sharmaye jisko dekh ke
kaliyo ka bhi shabab
naksa hai kya hasin
naksa hai kya hasin
mere aitbar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri

ae husn baar baar mera dil tujhe kahe
ae husn baar baar mera dil tujhe kahe
hazir bhi hai jaan jo kaam kisi aa sake
arman bas yehi hai
arman bas yehi hai dile bekarar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
lyrics of song Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Pyar Kiya Hai Pyar Karenge (1986)
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure, Ashok Kumar, Sushma SethKavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar, Mohammed Aziz, Lata MangeshkarS H BihariLaxmikant PyarelalPyar Kiya Hai Pyar Karenge at IMDB      Pyar Kiya Hai Pyar Karenge at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type