Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Sawan Ke Din Aaye Balma - सावन के दिन आये बालमा
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai

sun mere balam dil ki sunau baat
kate na raat hamari, raat hamari
sun mere balam dil ki sunau baat
kate na raat hamari, raat hamari
ghadi ghadi karwat badlu sataye
yaad tumhari, yaad tumhari ho
ghadi ghadi karwat badlu sataye
yaad tumhari, yaad tumhari
mere dil ka panchi shor machaye
chain na paye, haye
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai

jab umad umad ke kale kale
badarwa aate hai
jab umad umad ke kale kale
badarwa aate hai
hum sune dil ko tham tham ke
roye roye jate hai
hum sune dil ko tham tham ke
roye roye jate hai
chale gaye jane wale
ye karam jali kit jaye re
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai
lyrics of song Sawan Ke Din Aaye Balma
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kajal (1948)
Suraiya, Jayant, Amir Bano, Gope, Ram K, Cuckoo, ShardaShamshad Begum, Suraiya, Mohammed RafiDeena Nath Madhok, Shakeel BadayuniGhulam MohammadM SadiqKajal at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type