Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.40 - 5 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki - सावन की घटा पायल की सदा कलियों की
sawan ki ghata payal ki sada kaliyo ki najakat kahte hai
aye yar kahi tu wo to nahi jise log kyamat kahte hai
sawan ki ghata

in julfo ka jane raz hai kya in aankho ka ye andaz hai kya
in julfo ka jane raz hai kya in aankho ka ye andaz hai kya
yu koi sitam dhaye to sanam hum usko inayat kahte hai
sawan ki ghata

phulo ka guman bhi jhutha hai jannat ka bharam bhi tuta hai
phulo ka guman bhi jhutha hai jannat ka bharam bhi tuta hai
in sabse kahi wo jajba hasi jise teri mohabbat kahte hai
sawan ki ghata

pucha hai sitaro se maine kyu nind nahi aati mujhko
pucha hai sitaro se maine kyu nind nahi aati mujhko
hai teri kasam wo isko sanam teri hi sararat kahte hai
sawan ki ghata payal ki sada kaliyo ki najakat kahte hai
aye yar kahi tu wo to nahi jise log kyamat kahte hai
sawan ki ghata
lyrics of song Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki
Comments on song "Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki"
Jagjit Singh Ishar on Friday, May 31, 2013
Very sweet & melodious M K song. Who is the composer of this song.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aag Aur Toofan (1975)
Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur, Chandrani MukherjeeAnjaan, Anand BakshiDatta NaikAag Aur Toofan at IMDB      Aag Aur Toofan at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type