sidha sadha
sidha sadha aadmi hu raho dur dur
sidha sadha aadmi hu raho dur dur
duniya ye na kah de mujhko
mera tha kasur
sidha sadha aadmi hu raho dur dur
duniya ye na kah de mujhko
mera tha kasur
duniya ye na kah de mujhko
mera tha kasur
sidha sadha ha
sidha sadha aadmi hu raho dur dur
hasino ka koi kare kaise aitbar
hasino ka koi kare kaise aitbar
ghadi pahle gusa abhi karte hain pyar pyar
karte hain pyar
ja ke dhundo kahin koi aur dildar
mere gale me na dalo baaho ka haar
baaho ka haar
hato na jaao bhi
aji chhodo na ae bhaago bhi
tere pichhe ho na jaau kahin mashur
sidha sadha
sidha sadha aadmi hu raho dur dur
sidha sadha aadmi hu raho dur dur
suno sachi baat kahu mere sarkar
suno sachi baat kahu mere sarkar
pahle hain khuddari aur pichhe hain pyar
ha ha pichhe hain pyar
mujhe is baat pe bhi nahi inkar
zindagi me apna bana lu koi yaar
bana lu koi yaar
bana lu, bana lu na
duniya ko maro goli mujhe hain manjur
sidha sadha
sidha sadha aadmi hu jana nahi dur
sidha sadha aadmi hu jana nahi dur