aapki chah aapka pyar aur aapke pasand
kadam kadam pe ek samay ki tarah 
meri raahe ujala karti rahegi 
sath hi ye gujarish bhi karunga 
tumse bichdu to na jeene ki koi sakl rahe 
itna chaho na mere chahne walo mujhko 
aur chalte chalte ye bhi kahunga 
ek roj main har aankh se chhup jaunga 
lekin dhadkan me samaya hua har dil me rahunga 
duniya mere geeto se mujhe yaad karegi 
uth jaunga fir bhi isi mahfil me rahunga 
ab ijajat de namskar 
seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga 
tere dard me samil koi humdard bhi hoga 
seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga 
tere dard me samil koi humdard bhi hoga 
seene me agar dil hai
hans hans ke jalte hain mohbbat ke ye charag 
hans hans ke jalte hain mohbbat ke ye charag 
rang kya kya badalte hain badle ke gahre daag 
rang kya kya badalte hain badle ke gahre daag 
daago me chupa koi jawa mard bhi hoga 
daago me chupa koi jawa mard bhi hoga 
seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga 
tere dard me samil koi humdard bhi hoga 
seene me agar dil hai 
kat jate hain patthar bhi chahat ke kanch se 
kat jate hain patthar bhi chahat ke kanch se 
tapte huye hotho ki halki si aanch se 
tapte huye hotho ki halki si aanch se 
tera chehra kabhi surkh kabhi jard bhi hoga 
tera chehra kabhi surkh kabhi jard bhi hoga 
seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga 
tere dard me samil koi humdard bhi hoga 
seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga 
tere dard me samil koi humdard bhi hoga 
seene me agar dil hai

 
Wah Nayar saab - Kya gana hai - Mahinder Kapoor Saab ne kya khub gaya !!