kabhi dil fanah ho kabhi jaan fanah ho
iss ishq me to insan fanah ho
yeh aag alag hai yeh pyas juda hai
yeh rog hai pyara ehaas naya hai
jab ishq dilo me sulag gaya, dil mera mujhse alag gaya
ik pyaas uthi anjani si aur dur talak tha sehara
sehara sehara tujhape dil thehra thehra
sehara sehara tujhape dil thehra thehra
sehara sehara tujhape dil thehra thehra
sehara sehara tujhape dil thehra thehra
sau khaab saje hai inn aankho me
ik mehek uthi hai inn sanso me
ik shor naya hai khamoshi me
mujhe hosh hai itana madhoshi me
jab palak uthi tujhako dekha
jab palak jhuki tujhako dekha
sote jagate kuchh aur nahi dekha bas tera chehara
chehara chehara tujhape dil thehra thehra
chehara chehara tujhape dil thehra thehra
sehara sehara sehara sehara
sehara sehara tujhape dil thehra thehra
hai hasin irade par kya ho aage
ulajhe ulajhe hai khabo ke dhage
kuch mai kehati hu, kuch dil kehata hai
mai kuchh sunati hu, dil kuchh sunata hai
jab dard uthe toh has du mai
jab has du mai toh dard uthe
iss dil ne dil pe chhod diya hai jakham bada hi gehara
gehara gehara tujhpe dil thehra thehra
gehara gehara tujhpe dil thehra thehra
sehara sehara tujhpe dil thehra thehra
sehara sehara tujhpe dil thehra thehra