shaam dhale khidki tale
tum siti bajana chhod do
tum siti bajana chhod do
ghadi ghadi khidaki mein khadi
tum teer chalana chhod do
tum teer chalana chhod do
shaam dhale khidki tale
tum siti bajana chhod do
tum teer chalana chhod do
roz roz tum meri gali mein
chakkar kyu ho kaatte
aji chakkar kyu ho kaatte
sachhi sachhi baat kahu main
sachhi sachhi baat kahu main
aji tumhare waste, tumhare waste
jao jao hosh mein aao
yu aana jana chhod do
yu aana jana chhod do
shaam dhale khidki tale
tum siti bajana chhod do
tum teer chalana chhod do
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote
darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote
darshan chhote
naye zamane ki ye naari
unchi sendal baanki sadi
naye zamane ki ye naari
unchi sendal baanki sadi
naino mein kajra, hotho pe laali
haath me kangan, kaan mein bali
kaan mein bali
naino mein kajra, hotho pe laali
nakhare bade mote mote
naam bade aur darshan chhote
darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote
darshan chhote
shola jo bhadke dil mera dhadke
shola jo bhadke dil mera dhadke
dard jawani ka sataye badh badh ke
shola jo bhadke dil mera dhadke
shola jo bhadke dil mera dhadke
dard jawani ka sataye badh badh ke
dekha jo tumko, dekha jo tumko
dard gaya tham
ab to na honge tumse juda hum
dekha jo tumko, dekha jo tumko
dard gaya tham
ab to na honge tumse juda hum
jee na sakenge tumse bichhad ke
jee na sakenge tumse bichhad ke
dard jawani ka sataye badh badh ke
shola jo bhadke dil mera dhadke
shola jo bhadke dil mera dhadke
dard jawani ka sataye badh badh ke
shola jo bhadke dil mera dhadke
shola jo bhadke dil mera dhadke
dard jawani ka sataye badh badh ke