sham ki bela ek albela sham ki bela ek albela
mil gaya mujhko kahi akela usne dekha maine dekha
usne dekha maine dekha
to hum kha gaye pyar ka dhokha
bholi bhali samjh ke mujhko chala to maine roka aur kaha
mujhe bholi na samjh kasam se
o raja bada gajab karungi mujhe bholi na
mujhe bholi na samjh kasam se
o raja bada gajab karungi bholi na samjh kasam se
o raja bada gajab karungi khush rahega tu mere dam se
o raja bada gajab karungi mujhe bholi na samjh kasam se
o raja bada gajab karungi
nain utha ke jaha dekha nain utha ke jaha dekha
sabki mujh pe nazar hai har koi dekhe har koi roke
kaisi ye zalim umar hai chal hai pichhe man hai aage
dharti pe bhi pav na lage raste pe ho gayi mastani
dil ne meri ek na mani jab se aayi mujhpe jawani
ho gayi sajan ki diwani maine kaha
mit jayega tu mere gam se o raja bada gajab karungi
soch rahi hu kisko dil du
soch rahi hu kisko dil du kisse pyar karu mai
sabki ankhiya pyasi pyasi kiska zam bharu mai
ho pine walo dil sambhalo is mehfil ka rang zama lo
ji bhar bhar ke pyas bujha lo dil ki hasrat aaj mita lo
aankho ki masti bhar dungi
apne zam uthalo dekho maine kaha
jab mehfil me aaungi chham ke o raja bada gajab karungi
mujhe bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi
bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi
mujhe bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi