shaam se aaj saans bhari hain
bekraari hain bekraari hain
shaam se aaj saans bhari hain
bekraari hain bekraari hain
shaam se aaj saans bhari hain
aapke baad har ghadi hamne
aapke baad har ghadi hamne
aapke baad har ghadi hamne
aapke saath hi gujari hain
aapke saath hi gujari hain
shaam se aaj saans bhari hain
raat ko de do chaandani kiridar
raat ko de do chaandani kiridar
raat ko de do chaandani kiridar
din ki chadar abhi utari hain
din ki chadar abhi utari hain
shaam se aaj saans bhari hain
kal ka har vaakya tumahra tha
kal ka har vaakya tumahra tha
kal ka har vaakya tumahra tha
aaj ki daastaan hamari hain
aaj ki daastaan hamari hain
shaam se aaj saans bhari hain
bekraari hain bekraari hain
Gulam Ali saab ki yeh ghazal itni passionate hai ki Yeh khatm hone tak
ghazal sunanewale ki saans , sahimein BHAARI ho jaati hai!! Iss ghazal ki
baat hi kuch aur hai, Gulzaarsaab aur ghulamali saab ka ek behatarin
combination hai. Yeh ghazal sidha jigarke paar ho jaati hai. PRASAD
JAMBOTKAR,BARODA.