shabab aane se pahle 
unka aalam aur hi kuchh tha
aada me sadgi thi 
aur tabassum aur hi kuchh tha 
hamare dekhte hi dekhte 
kya inklab aaya
shabab aaya magar 
mat puchhiye kaisa shabab aaya 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
ghunghatwa jo khole karejwa hilaye 
ghunghatwa jo khole karejwa hilaye 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
aa jamane me kahan ab rah gaya
koi jawab unka 
subhan allah kya jawab hain 
ke ab to samana karti nahi hain 
aftaab unka 
aai aai o 
ganimat hain ki parde se 
wo bahar kam niklte hain 
nikalte hain to us din 
aashiqo ke dil niklte hain 
are su boliyo pising ji 
ha nazar bhar rama taka bhi na jaye 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
ghunghatwa jo khole karejwa hilaye 
ghunghatwa jo khole karejwa hilaye 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
nazar bhar rama
hansi hontho pe ankho me shararat 
hamne dekhi hain 
subhan allah kya ser hain 
kayamat ki kasam jinda kayamat 
hamne dekhi hain 
are kya kayamat hain 
jami ke rahne walo ke to dil 
aksar ruke honge 
faristo ne jo dekha hain 
to fir wo bhi jhuke honge 
are wah wah bhai, marun takle re baba 
ha nazar bhar rama taka bhi na jaye 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
ghunghatwa jo khole karejwa hilaye 
ghunghatwa jo khole karejwa hilaye 
nazar bhar rama taka bhi na jaye 
nazar bhar rama
