idhar gayi udhar gayi, aankhe meri jidhar gayi

uske dil me laddu futa jispe meri nazar gayi
are uske dil me laddu futa jispe meri nazar gayi
ab to gali aur mauhallo me
ab to gali aur mauhallo me yahi baat chalegi
shabbo ki, shabbo ki
shabbo ki aankhe chalegi to londo ki saanse chalegi

jaane kitne diwane rakh ke photo kitabo me padhte hai
meri shababi energy ko lekar buddhe pahado pe chadhte hai

jaha jaha khabar gayi waha masti bikhar gayi
jaha jaha khabar gayi waha masti bikhar gayi
uske dil me laddu futa jispe meri nazar gayi
ab to gali aur mauhallo me
ab to gali aur mauhallo me yahi baat chalegi
shabbo ki, shabbo ki
shabbo ki aankhe chalegi to londo ki saanse chalegi
shabbo ki aankhe chalegi to londo ki saanse chalegi
yeh sach baat hai ki banaya mujhe allah miya ne fursat me
jannat ki aala huro ke hai saare maze meri kurbat me

thoda sa jo itar gayi dil pe dhake kahar gayi
thoda sa jo itar gayi dil pe dhake kahar gayi
uske dil me laddu futa jispe meri nazar gayi
ab to gali aur mauhallo me
ab to gali aur mauhallo me yahi baat chalegi chalegi
shabbo ki, shabbo ki
shabbo ki aankhe chalegi to londo ki saanse chalegi
shabbo ki aankhe chalegi to londo ki saanse chalegi
jaane kitne hi shayar rukh pe mere ghazale banate hai
kitne kuware to aise fida hai ki khwabo me shadi rachate hai

jisne mera khwaab liya mast raat guzar gayi