raat bhar nind aaye
namnak me lehrate rahe
sans ki tarah se aap
aate rahe jate rahe
sabke jage huye taaro
ko bhi nind aane lagi
haye aapke aane ki ek
aash thi ab jane lagi
sabke jage huye taaro
ko bhi nind aane lagi
haye aapke aane ki ek
aash thi ab jane lagi
khush the hum apne
tamnnao ka khwab aayega
khush the hum apne
tamnnao ka khwab aayega
nazar niche kiye
shrmaye huye aayega
kaple chehre per
bikhraye huye aayega
kaple chehre per
bikhraye huye aayega
pattiya khdke to hum samjhege
aap aa hi gaye haye
sajde majyug ke
mabud ko hum pahi gaye
sabke jage huye taaro
ko bhi nind aane lagi
haye aapke aane ki ek
aash thi ab jane lagi
subah ne se jise uthte
huye ye angrayi
subah ne se jise uthte
huye ye angrayi
ye subah tu bhi jo
aayi to akele aayi
mere mehbub mere
hosh udane wale
mere masjud mere ruh bichhane wale
aa bhi jata ki mere
sajdo ka arman nikle
aa bhi jata ki tere kadmo
pe meri jaan nikle
sabke jage huye taaro
ko bhi nind aane lagi
haye aapke aane ki ek
aash thi ab jane lagi
raat bhar nind aaye
namnak me lehrate rahe
sans ki tarah se aap
aate rahe jate rahe