sabri ko shri ramchandr ne, saari katha sunai 
sabri ne sugriv raj ke, bal ki baat batai 
ber ber bero ka sabri deti hain uphar 
karte hain savikar ber prabhu, karte hian savikar 
karte hain savikar 
bina siya ke ramchandr hain, kitane akulaye 
bina siya ke ramchandr hain, kitane akulaye 
byakul man se sath lakhan ke age badh paye 
pavan putr hanuman prabhu ke seva me aye 
prbhu seva me aaye 
das ram ka putr pavan ka 
aur anjni mata 
kya seva karni hain mujhko 
aagya de do mata 
ye sugriv hain banar raj, abhay inhe de do prbhu aaj
ye sugriv hain banar raj, abhay inhe de do prbhu aaj 
panch huye ham guhse ban me, aaj hye ham chhe bhai 
panch huye ham guhse ban me, aaj hye ham chhe bhai 
magan ho gaye raghunai 
abhay dan pakar ke banar, pati ki ankhe musukai
abhay dan pakar ke banar, pati ki ankhe musukai
tara ko vapas la dunga, dhire dhro man me bhai 
yahi niyam hain in pedo ko, bedhe jiska teer 
bali se tkra sakta hain, veer vahi raghuver 
aghunayak ne dhanush tankar, kiya teer ko par
baali sugriv bhide maha, dono hi banar balwan
baali sugriv bhide maha, dono hi banar balwan
ramchandr ne choda ban 
nyay ye kaisa, neet ye kaisi 
chupakar mujhko mara, tumne churai tara
bhul hui ab use bula do 
sharnagat ye mera laal
bhul kare sugriv bandhu yadi 
karna usko chhama kripal 
he raghunandan dindayal
